Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Bhi Hai Koi Reet Anokhi
|
Uma Devi | Nisar Bazmi | ||||
Hamari Kismat (1949) | Rajjan | ||||||
ye bhi hai koi reet
ye bhi hai koi reet anokhi
ye bhi hai koi
ye bhi hai koi reet
ye naaz dikhake aur dil ko chura ke
ye naaz dikhake aur dil ko chura ke
phir aankh churana
phir aankh churana
ye bhi hai koi reet
jalte ko jalake aur raham na khake
dukhiya ko satana
dukhiya ko satana
jalte ko jalake aur raham na khake
dukhiya ko satana
dukhiya ko satana
ye bhi hai koi reet
dil kaise dikhaye kya tumko bataye
dil kaise dikhaye kya tumko bataye
kah bhi to na pana
kah bhi to na pana
ye bhi hai koi reet
kuch kah bhi na pau
kuch sun bhi na pau
aur bate banana
aur bate banana
kuch kah bhi na pau
kuch sun bhi na pau
aur bate banana
aur bate banana
ye bhi hai koi reet
tum jaan rahi ho anjaan bani ho
tum jaan rahi ho anjaan bani ho
pahle to na jana
pahle to na jana
ye bhi hai koi reet
dil de bhi rahe ho jan bhi le rahe ho
us par bhi kaho na
us par bhi kaho na
dil de bhi rahe ho jan bhi le rahe ho
us par bhi kaho na
us par bhi kaho na
ye bhi hai koi reet
ye bhi hai koi reet anokhi
ye bhi hai koi
ye bhi hai koi reet