Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Ye Bata Do Piya Kyu Chala Mera Man
|
Sudeep Banerjee, Shweta Pandit | Sudeep Banerjee | Madhurima Tuli, Bhoop Yaduvanshi, Uvika Chaudhary | |||
Cigarette Ki Tarah (2012) | Ajay Jhingran | Sad Songs | |||||
ye bata do piya kyu chhala mera man
ye bata do piya kyu chhala mera man
kuch bhi bhaye nahi hai ye kaisi lagan
ye bata do piya kyu chhala mera man
ye bata do piya kyu chhala mera man
kasamkash hai yahi kya karu kya nahi
kasamkash hai yahi kya karu kya nahi
tu hai bharam hai mera, tu hi mera yaki
apne hi khwabo se jal na jau kahi
jal na jau kahi, kya karu kya nahi
dar raha hai sajan mera man mera man
dar raha hai sajan mera man mera man
kuch bhi baaye nahi hai ye kaisi lagan
ye bata do piya kyu chhala mera man
ye bata do piya kyu chhala mera man
jindagi tu mujhe le ke aayi kaha
har ghadi har jagah yad ka hai dua
meri sanso pe hai teri parchaiya
teri parchaiya le ke aayi kaha
ab kare kya jatan mera man mera man
ab kare kya jatan mera man mera man
kuch bhi baaye nahi hai ye kaisi lagan
ye bata do piya kyu chhala mera man
ye bata do piya kyu chhala mera man
lyrics type by : priya bhati