Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Bahot Khushi Ki Nishani Hai
|
Sultana, Parveen Sultana | Laxmikant Pyarelal | ||||
Sharda (1981) | Anand Bakshi | ||||||
lo aa gayi wo sakht ghadi
lo aa gayi wo sakht ghadi
dulhan ki doli jani hai
humri ankhiyo me pani hai
humri ankhiyo me pani hai
ye bahut khushi ki nishani hai
humri ankhiyo me pani hai
humri ankhiyo me pani hai
sunte hai shakh se geet sabhi
fariyade koi nahi sunta
chunte hai baag se phul sabhi
par kaante koi nahi chunta
sunte hai shakh se geet sabhi
fariyade koi nahi sunta
chunte hai baag se phul sabhi
par kaante koi nahi chunta
tune kiya humko qubul
tune kiya humko qubul
ye teri badi meharbani hai
ye teri badi meharbani hai
ye bahut khushi ki nishani hai
humri ankhiyo me pani hai
ye aansu kya hai khun se bhi
mitte nahi daag gunaho ke
tu aadmi hai ke farishta hai
hum sadke teri nigaho ke
ye aansu kya hai khun se bhi
mitte nahi daag gunaho ke
tu aadmi hai ke farishta hai
hum sadke teri nigaho ke
tune use tod diya
tune use tod diya
jag ki jo reet purani hai
jag ki jo reet purani hai
lo aa gayi wo sakht ghadi
lo aa gayi wo sakht ghadi
dulhan ki doli jani hai
humri ankhiyo me pani hai
ye bahut khushi ki nishani hai
humri ankhiyo me pani hai
humri ankhiyo me pani hai