Lyrics of Ye Baaten Jhuthi Baaten Hain - ये बातें झूठी बातें हैं
ye baate jhuthi baate hain
ye baate, ye baate, ye baate
ye baate jhuthi baate hain
ye baate jhuthi baate hain
ye logo ne phailaai hain
ye baate jhuthi baate hain
ye baate jhuthi baate hain
ye logo ne phailaai hain
tum insa ji ka naam na lo
tum insa ji ka naam na lo
kya insa ji saudai hai
ye baate jhuthi baate hain
ye logo ne phailaai hain
hai laakho rog zamaane me
kyo ishq hai ruswa bechara
hai laakho rog zamaane me
kyo ishq hai ruswa bechara
hai aur bhi wajahe wahshat ki
insan ko rakhti dukhiyara
han bekal bekal rahta hai
wo preet me jisne dil hara
par shaam se lekar subho talak
yun kaun fire hai aawara
ye baate jhuthi baate hain
ye logo ne phailaai hain
ye baate, ye baate
gar ishq, gar ishq kiya hai tab kya hai
kyo saaz nahi aawaj nahi
gar ishq kiya hai tab kya hai
kyo saaz nahi aawaj nahi
jo jaan liye bin tal na sake
ye aisi bhi ustad nahi
ye baat to tum bhi manoge
wo kaish nahi farhaa nahi
kya hibr ka daaru mushkil hai
kya fasl ki mushte yaad nahi
ye baate jhuthi baate hain
ye logo ne phailaai hain
ye baate, ye baate
jo humse kaho hum karte hain
kya insaa ko samajhana hai
jo hamse kaho hum karte hain
kya insaa ko samajhana hai
us ladki se bhi kah lege
jo ab kuch aur zamana hai
ya chhode ya taslim kare
ye ishq hai ya afsaana hai
ye kaisa gorakh dhadha hai
ye kaisa tana bana hai
ye baate jhuthi baate hain
ye logo ne phailaai hain
ye baate, ye baate
ye baate jhuthi baate hain
ye baate jhuthi baate hain
tum insha ji ka naam na lo
kya insha ji saudai hai
ye baate jhuthi baate hain
ye logo ne phailaai hain
ye baate, ye baate