Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Yaro Ki Mehfil Me Aise Nahi Aate
|
Asha Bhosle | Bappi Lahiri | ||||
Chakma (1984) | Anand Bakshi | ||||||
yaro ki mehfil me aise nahi aate yaro ki mehfil se aise nahi jate
ho abhi aaye abhi chal bhi diye

jana chale jana thodi der bad abhi jaoge to aaugi mai yaad

phir kya kroge aahe bharoge phir nahi aayegi ye sham baharo ki
yaro ki mehfil me aise nahi aate yaro ki mehfil se aise nahi jate
ho abhi aaye abhi chal bhi diye
yaro ki mehfil me aise nahi aate yaro ki mehfil se aise nahi jate
mana hum dono hai anjan aao karle jan pahchan

maine kar dali aapke hawale lakho ka dil
ye jaan hazaro ki
yaro ki mehfil me aise nahi aate yaro ki mehfil se aise nahi jate
ho abhi aaye abhi chal bhi diye
yaro ki mehfil me aise nahi aate yaro ki mehfil se aise nahi jate
milne ka bahana ban gaya khub aao ban jaye hum mahbub

varna pchhtaoge chain nahi paoge
lut ke yu nind hum pyar ke maro ki