Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Yahi To Din Hai Baharo Ke
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Chitragupt | Dharmendra | |||
Main Bhi Ladki Hun (1964) | Rajinder Krishan | Masti Bhare Geet | |||||
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo ke
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo ke
yahi to yahi to din hai yahi to din hai baharo ke
jawani isko kahte hai ye befikri ka mausam hai
jawani isko kahte hai ye befikri ka mausam hai
ye hai jinda dilo ka saz diwano ki sargum hai
na samjhao diwano ko diwano ka ye kahna hai
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo ke
yahi to yahi to din hai yahi to din hai baharo ke
jawa rate umango ki hasi din hai murado ke
jawa rate umango ki hasi din hai murado ke
dilo me roz lagte hai naye mele irado ke
irade to irade hai irado ka ye kahna hai
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo
yahi to yahi to din hai yahi to din hai baharo ke
kaha fir ye mulakate kaha ye wadiya hongi
kaha fir ye mulakate kaha ye wadiya hongi
ye sahjade kahi honge kahi sahjadiya hongi
chalo chedo tarano ko tarano ka ye kahna hai
yahi to din hai baharo ke dupatto ke
najaro ke rumalo ke isharo ke
yahi to yahi to din hai yahi to din hai baharo ke