Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Yaha Se Hum Uthe To
|
Manna Dey, Asha Bhosle, Mohammed Rafi | R D Burman | ||||
Chor Ho To Aisa (1978) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
yahan se hum uthe phir apna thikana hai
hame to aaj isi dar pe mukadar aajmana hai
aji hamko bulao ya na bulao
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
tum ho kyamat yar to hum bhi
aafat ke parvane hai
hamko bulao ya na bulao
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
yahi than kar aaye hai sanam aaj hum matvale
yahi than kar aaye hai sanam aaj hum matvale
ke is dar se daman khali nahi leke jane vale
ke is dar se daman khali nahi leke jane vale
dil se majbur huye aise ke aana hi pada
aur parda tere chahhre se uthana hi pada
dil se majbur huye aise ke aana hi pada
aur parda tere chahhre se uthana hi pada
lakh chhupo janejaha rukte hai par hum bhi kaha
lakh chhupo janejaha rukte hai par hum bhi kaha
aise parda nashi ke hum to aashik hai matvale hai
hamko bulao ya na bulao
hamko bulao ya na bulao
tum ho kyamat yar to hum bhi
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
nahi tum hamare katil to najare bachate kyun ho
nahi tum hamare katil to najare bachate kyun ho
ye najre bacha kar hamse nishana lagate kyun ho
ye najre bacha kar hamse nishana lagate kyun ho
chhodo aaps ki jalan meri suno diwano
apna dushmna hai koi aur use pahachano
chhodo aaps ki jalan meri suno diwano
chhodo aaps ki jalan meri suno diwano
apna dushmna hai koi aur use pahachano
vo bhi yaha tum bhi yaha jaynge vo bchake kaha
vo bhi yaha tum bhi yaha jaynge vo bchake kaha
vo udte unche hai to hamne bhi pankh nikale hai
hamko bulao ya na bulao
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
tum ho kyamat yar to hum bhi
aafat ke parvane hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
adavat ho ya ulfat ho hai sab khel khele hamne
adavat ho ya ulfat ho hai sab khel khele hamne
tumahre hjaro hai to nahi hai akele hum bhi
tumahre hjaro hai to nahi hai akele hum bhi
tumane khanjr to uthaya hai bade naj ke sath
tham li hamne kalai to musibat hogi
tumane khanjr to uthaya hai bade naj ke sath
tumane khanjr to uthaya hai bade naj ke sath
tham li hamne kalai to musibat hogi
hanth na mud jaye kahi rang na ud jaye
hanth na mud jaye kahi rang na ud jaye
tum ho kyamat yar to hum bhi
aafat ke parvane hai
hamko bulao ya na bulao
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai
hamko bulao ya na bulao
hum to pahunchane vale hai