Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Yaar Ladki Shaandar Hai
|
Mahendra Kapoor, Bhupinder Singh | Uttam Jagdish | Meenakshi Seshadri, Tun Tun, Rajeev Goswami | |||
Painter Babu (1983) | Qateel Shifai | Masti Bhare Geet, Tareef Songs | |||||
ya ya ya yaar
yaar kapda shandar hai
o yaar kapda shandar hai
sile wale ne kiya kamal
silayi shandar nahi yaar
na kapda shandar na silayi shandar
jisne isko pahna hai
wo ladki shandar hai
wo ladki shandar hai
yaar wo ladki shandar hai
imandar hai badi jaandar hai
yaar ladki shandar hai
laali se bhi laal uske honth
par laali lagaye na
par laali lagaye na
kaali raat se kaali uski aankh
par kajal rachaye na
par kajal rachaye na
sangemarmar se bhi gori
sangemarmar se bhi gori
powder wo lagaye na
powder wo lagaye na
isliye tu kahta hu ke kudi kudi
kudi shandar hai
ye kudi shandar hai
yaar kudi shandar hai
imandar hai badi jaandar hai
o yaar ladki shandar hai
bees baras is dil ko pala
ek najar me le gayi
dekhte hi rah gaye hum yaaro
ye gayi aur wo gayi
ye gayi aur wo gayi
khopdi ma likhlo yaaro
copy me likhlo yaaro
su le gayi kya de gayi
kya le gayi su dei
isiliye to kahta hu
ke maniben ke maniben
o sorry ahamdabad
ye pyari shandar hai
ye dulari shandar hai
shyam ladki shandar hai
o yaar hu hu o yaar hu hu
o yaar hu hu shandar hai
jab chalti hai baanki baanki chaal
dil karta hai yu yu yu
dil karta hai yu yu yu
bikhraye jab laila jaise baal
ban jate hai sab majnu
ban jate hai sab majnu
laila laila pukaru main ban me
meri laila basi mere man me
laila laila pukaru main ban me
meri laila basi mere man me
o laila bhi ek chhori thi
aur ye bhi chhori hai
fark itna hai yaaro
laila kaali thi ye gori hai
laila kaali thi ye gori hai
are isliye to kahta hu
ye mem ye mem nahi yaar
gauri shandar hai
ye gauri shandar hai
thappad thappad
yaar ladki thanedar hai
o yaar ladki thanedar hai
o yaar ladki shandar hai
imandar hai badi jaandar hai
yaar ladki shandar hai
o yaar ladki shandar hai