Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Yaad Karne Se
|
Abhijeet | |||||
Aashiqui (album) (0) | |||||||
yaad karne se tujhko
niklti hai jaan niklti hai jaan
yaad karne se tujhko
niklti hai jaan hai jaan hai jaan
niklti hai jaan hai jaan hai jaan
bhul jaana ab to mere bas me nahin
bhul jaana ab to mere bas me nahin
naam le lekar tera tadapta hai dil
hai dil hai dil
tadapta hai dil hai dil hai dil
dil deewana ab to mere bas me nahin
dil deewana ab to mere bas me nahin
yaad karne se tujhko
kehta hai ye jo mohabbat hai
isse to koi bhi bachta nahi nahi
jaan-e-jaan ab meri aankhon ko
tere siva koi janchta nahi nahi
hoke juda kaise rahu
dil me hai jo kyun na kahu
kyun na kahon jaan-e-jaan
paas rehna hai tere apni kasam
kasam kasam apni kasam kasam kasam
door jaana ab to mere bas me nahi
door jaana ab to mere bas me nahi
yaad karne se tujhko
lagta hai sara jahan apna
jab meri baahon me hoti hai tu tu
bas jaaoon main teri dhadkan me
ab to hai is dil ki ye arzoo arzoo
aake zara lag jaa gale
dil pe koi bas na chale
badla hai dil ka saman
yaad karne se tujhko
niklti hai jaan hai jaan hai jaan
niklti hai jaan hai jaan hai jaan
bhul jaana ab to mere bas me nahin
bhul jaana ab to mere bas me nahin
naam le lekar tera tadapta hai dil
hai dil hai dil
tadapta hai dil hai dil hai dil
dil deewana ab to mere bas me nahin
dil deewana ab to mere bas me nahin
yaad karne se tujhko