Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ya Ali Ya Ali
|
Mahendra Kapoor, Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | ||||
Taqdeer (1983) | Indeevar | ||||||
andar kuch or bahar kuch bole mast kalander

katra katra kya deta hai rehke beech samandar
tere diye ko dene me tere diye ko dene me
kyo duniya karti tang gali yaa ali yaa ali yaa ali yaa ali
leta hai do hath se deta hai ek hath se
bigde kaam nahi bante hai matlab ki khairaat se

matlab ki khairaat se duniya dekhne aaye hai
duniya dekhne aaye hai khana ek bahana hai
papi soch me pad jaate hai darvesho ki baat se
darvesho ka danka baaje darvesho ka danka baaje
kunche kunche gali gali yaa ali yaa ali yaa ali yaa ali
andar kuch or bahar kuch bole mast kalander
katra katra kya deta hai rehke beech samandar
tere diye ko dene me tere diye ko dene me
kyo duniya karti tang gali yaa ali yaa ali yaa ali yaa ali
mil jata hai khak me hamse jo takrata hai
choti moti baat nahi hai allah miya se nata hai

allah miya se nata hai jite hai ham uske liye
jite hai ham uske liye ye seekha hai jag me aakar
or nahi kuch aata hai kaanto me ham rehte hai
kaanto me ham rehte hai jane hamko kali kali
yaa ali yaa ali yaa ali yaa ali