Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Woh Pehli Nazar
|
Sonali Rathod, Roop Kumar Rathod | Dilip Sen Sameer Sen | ||||
Koi Hai (2003) | Asad Ajmeri | ||||||
wo pehli nazar ki mohabbat humari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo har wakat chhayi huyi ek khumari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo pehli nazar ki mohabbat humari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo har wakat chhayi huyi ek khumari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo pehli nazar ki mohabbat humari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo khat aate jate idhar se udhar se
wo chhup chhup ke milna zamane ke dar se
duaa us ghadi beasar ho gayi thi
mohabbat ki sabko khbar ho gayi thi
wo khat aate jate idhar se udhar se
wo chhup chhup ke milna zamane ke dar se
duaa us ghadi beasar ho gayi thi
mohabbat ki sabko khbar ho gayi thi
judayi ke wo pal the sadyo pe bhari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo pehli nazar ki mohabbat humari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo wade irade nazar hi nazar me
wo ghar se niklana bhari dophar me
chubha ek kanta tha paaw me tere
to behne lage the wahi ashak mere
wo wade irade nazar hi nazar me
wo ghar se niklana bhari dophar me
chubha ek kanta tha paaw me tere
to behne lage the wahi ashak mere
wo becheniya aur wo bekrari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo pehli nazar ki mohabbat humari
na tum bhul paye na hum bhul paye
ye kahte the tum tum ho takdir meri
kitabo me rakhte the taswir meri
kaha chhod aaye the wo pyar hum tum
jo ek dusre se the bejor hum tum
ye kahte the tum tum ho takdir meri
kitabo me rakhte the taswir meri
kaha chhod aaye the wo pyar hum tum
jo ek dusre se the bejor hum tum
khata kuchh humari thi aur kuchh tumhari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo pehli nazar ki mohabbat humari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo har wakat chhayi huyi ek khumari
na tum bhul paye na hum bhul paye
wo pehli nazar ki mohabbat humari
na tum bhul paye na hum bhul paye