Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Woh Jaanta Hai
|
Shafqat Amanat Ali | Shafqat Amanat Ali | ||||
Kyun Dooriyan (Album) (0) | Shafqat Amanat Ali | Pop Songs | |||||
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar
socha na kabhi man mein
laaye na kabhi lab pe
kab mangenge hum rab se
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar
socha na kabhi man mein
laaye na kabhi lab pe
kab mangenge hum rab se
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar
ye na samajhna bach jayega
Insaan ka tu dil dukha ke
Insaan ko insaan se lada ke
nafratein unme jagaa ke
rehna tu bhi taiyar
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar
mandir masjid ya girija ho
kuchh ho tera pehnawa
ghar becha mazhab ko tune
karke koi bhi dikhawa
chhupna hai tera bekaar
woh jaanta hai mere yaar
woh jaanta hai mere yaar
sun le zaraa e insaan
khamosh hai rab to rehne de
o murakh na aazma
rehne de rehne de
gar hans diya rab hans diya
phir na bachegi koi bhi jaa
na yeh zameen na aasma
koi na dega phir to jagah
ke har jagah ke har disha
ke har jagah ke har disha
woh jaanta hai mere yaar