Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Woh Ashk Banake Meree Chashmedar Me
|
Pankaj Udhas | |||||
Ranjish - Pankaj (0) | |||||||
woh ashk banake meree chashmedar me rehata hain - (2)
ajib shaks hai panee ke ghar me rehata hain
bhulee bisaree yaado kee kirano ko sajaakar roye hain - (2)
woh chehara jab yaad aaya (ham shamma jalaakar roye hain) - (2)
saath tumhaara kya chhuta tha, dard se har rishta tuta tha - (2)
yeh aansu hai khushee ke aansu (tumako paakar roye hain -2)
bhulee bisaree yaado kee kirano ko sajaakar roye hain
apanee hee majburee thee jo honth hamaare khul naa sake - (2)
jab bhee maanga khuda se (bas haath uthakar roye hain -2)
bhulee bisaree yaado kee kirano ko sajaakar roye hain
yaad hai abb tak shaame judaayee woh palake bhee bhigee thee - (2)
rashid aaj unhee aankho ke (kwaab sajaakar roye hain -2)
bhulee bisaree yaado kee kirano ko sajaakar roye hain
woh chehara jab yaad aaya (ham shamma jaalakar roye hain -2)
bhulee bisaree yaado kee kirano ko sajaakar roye hain