Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo Saath Hamara De Na Sake
|
Hemant Kumar | Hemant Kumar | ||||
Woh Saath Hamara De Na Sake (1955) | Madhukar Rajasthani | ||||||
wo sath humra de na sake
hum naam unhi ka leke jeete hai
do din to khushi ke paye the
kya kahiye kaise jeete hai
wo sath humra de na sake
tanhai bahro se milkar
jab unki yaad dilati hai
tanhai bahro se milkar
jab unki yaad dilati hai
umeed ke kache dhaage se
jakhmo ke apne silte hai
wo sath humra de na sake
kya aur kahe ye sawan
kyu thandi aag lagata hai
kya aur kahe ye sawan
kyu thandi aag lagata hai
hum laye kaha se ab aasu
aankho ke srovar girte hai
wo sath humra de na sake
wo jitne humse dur huye
utni hi tadap is dil ki badhi
wo jitne humse dur huye
utni hi tadap is dil ki badhi
le jaam uthaya aye jadu
hum khone tamnna pite hai
wo sath humra de na sake
wo sath humra de na sake
hum naam unhi ka leke jeete hai
do din to khushi ke paye the
kya kahiye kaise jeete hai
wo sath humra de na sake