Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo Pas Bhi Rahkar Paas Nahi
|
Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram | ||||
Afsana (1951) | Asad Bhopali | Sad Songs | |||||
wo paas bhi rahkar pas nahi
hum dur bhi rahkar dur nahi
hum dur bhi rahkar dur nahi
do bichde hue dil mil jaye
kismat ko bhi manjur nahi
kismat ko bhi manjur nahi
wo aaye to dil ka afsana
hum kah na sake wo sun na sake
wo hamse juda kyu rahte hai
wo hamse juda kyu rahte hai
jo dil se hamare dur nahi
jo dil se hamare dur nahi
wo paas bhi rahkar pas nahi
hum dur bhi rahkar dur nahi
hum dur bhi rahkar dur nahi
aye bigdi hui takdir bata
kya hamse hui hai aisi khata
kashti ko kinara mil jaye
kashti ko kinara mil jaye
bedard tujhe manjur nahi
bedard tujhe manjur nahi
wo paas bhi rahkar pas nahi
hum dur bhi rahkar dur nahi
hum dur bhi rahkar dur nahi