Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo Humko Bhule Lekin Hum Kaise Bhul Jaye
|
Asit Baran, Shanti | R C Boral | ||||
Saugandh (1942) | Pandit Natwar | Sad Songs | |||||
ham kaise bhul jaye kaise bhul jaye
vo bhule hamko lekin ham kaise bhul jaye
kaise bhul jaye
baithe hai unke darr ham vo aaye ya na aaye
baithe hai unke darr ham vo aaye ya na aaye
arman dil ke apne arman dil ke apne
nikle hai ban ke aansu arman dil ke apne
nikle hai ban ke aansu mehfil me vo khud ke
baithe khushi manaye mehfil me vo khud ke
baithe khushi manaye
pal me dil na hota to ye khalsh na hoti
ham to ye jante hai dil ki hai sab khataye
vo chahe ya na chahe is se gajab nahi kuch
vo chahe ya na chahe is se gajab nahi kuch
ham unko chahate hai ye kis tarah bhulaye
kis tarah bhulaye ham unko chahate hai
ye kis tarah bhulaye kis tarah bhulaye