Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo De Raha Hai Dilaase
|
Ghulam Ali | |||||
Aabshaar (Ghulam Ali) (0) | |||||||
wo de raha hai dilase to umar bhar ke mujhe

bichhad jaye na kahin phir udaas karke mujhe

hawaye tast mujhe ab to ajnabi na samajh

ke ab to bhul gaye raaste bhi ghar ke mujhe
wo de raha hai dilase to umar bhar ke mujhe
dil-e-dagah tere humko taalne ke liye
dil-e-dagah tere humko taalne ke liye
dil-e-dagah tere humko taalne ke liye
suna raha hai fasane idhar udhar ke mujhe
wo de raha hai dilase to umar bhar ke mujhe
kabaye zakhm badan par saja ke nikla hu
kabaye zakhm badan par saja ke nikla hu
kabaye zakhm badan par saja ke nikla hu
wo ab mila bhi to dekhega aankh bhar ke mujhe
wo de raha hai dilase to umar bhar ke mujhe
kuch isliye bhi main usse bichhad gaya mohsin

wo dur dur se dekhe thahar thahar ke mujhe