Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo Bewafa Bewafa Bewafa Thi
|
Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar | Nikhil | ||||
Woh Bewafa (Album) (0) | Praveen Bhardwaj | Sad Songs | |||||
na din me chain na raaton me
aansu bas rehte hai aankhon me
na din me chain na raaton me
aansu bas rehte hai aankhon me
jis ladki se pyaar kiya aur jise dil ye jaan di
wo bewafa bewafa bewafa thi
wo bewafa bewafa bewafa thi
wo meri yaado se jaati nahi hai
nind bhi ab ik pal ko aati nahi hai
gam ki baato me hi bas duba hai dil
baat koi aur dil ko bhaati nahi hai
karwat karwat raat dhale aur fir ho jaaye sawera
main jab bhi ye aankhe kholu chhaye sirf andhera
sau tute khwaab hai khwaabo me
main mit gaya jhute waadon me
jis ladki se pyaar kiya aur jise dil ye jaan di
wo bewafa bewafa bewafa thi
wo bewafa bewafa bewafa thi
mai ji paau itna ab dum nahi hai
dil ke in zakhmo ka marham nahi hai
usko gairon ki baaho me dekh ke
itna jiya hu ye bhi kuch kam nahi hai
mai na jaanu uske dil pe naam likha ab kiska
marte dum tak meri saanso pe to haq hai uska
par kya rakha in baato me
dil jalta hai ab saugaato me
jis ladki se pyaar kiya aur jise dil ye jaan di