Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo Baat Jispe Ki Dhadke Jiya
|
Asha Bhosle | O P Nayyar | Shammi Kapoor | |||
Hum Sab Chor Hain (1956) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
wo bat jis pe ke dhadke jiya
sunne ki hai sun ja more piya
jalim jamane se darta hai dil
chori chori balma aa hamse mil
wo bat jispe ke dhadke jiya
sunne ki hai sun ja more piya
jalim jamane se darta hai dil
chori chori balma aa hamse mil
kaise kahu tumse kya dil ko kam hai
mere labo par mohabbat ka nam hai
kaise kahu tumse kya dil ko kam hai
mere labo par mohabbat ka nam hai
chupke se kahne ki bate huzur se
kaise sunaye itni dur se
wo bat jispe ki dhadke jiya
sunne ki hai sun ja more piya
jalim jamane se darta hai dil
chori chori balma aa hamse mil
socha bhi itna kabhi tune samne
kiski surat ke ye naina hai bawre
socha bhi itna kabhi tune samne
kiski surat ke ye naina hai bawre
nichi najar dil jalane ki bat hai
nichi najar dil jalane ki bat hai
dekho idhar ye mohabbat ki rat hai
wo bat jispe ki dhadke jiya
sunne ki hai sun ja more piya
jalim jamane se darta hai dil
chori chori balma aa hamse mil