Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo Aurat Hai Jo Insano Ki Ye Ijjat Na Hoti
|
Mohammed Rafi | Ravi | Ashok Kumar, Nirupa Roy | |||
Grihasthi (1963) | Shakeel Badayuni | ||||||
wo aurat hai jo insano ki uchi shaan karti hai
jarurat ho to apna pyar bhi kurban karti hai
agar sansar me aurat na hoti
to insano ki ye ijjat na hoti
agar sansar me aurat na hoti
to insano ki ye ijjat na hoti
jaha wale ne duniya ko racha ke
anokha maan duniya ko diya hai
magar aurat ki hasti ko bana ke
khud apne naam ko ucha kiya hai
agar mohabbat ko vo paida na karta
to mohabbat ki koi kimat na hoti
agar sansar me aurat na hoti
to insano ki ye ijjat na hoti
agar sansar me aurat na hoti
to insano ki ye ijjat na hoti