Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo Apna Bana Kar Chod Gaye
|
Sulochana Kadam | Anna Saheb | ||||
Bachke Rehna (1949) | Ehsan Rizvi | ||||||
wo apna bana ke chod gaye sawan ki andeheri raaton me
dil pyaar ke haatho dub gaya aanshu ki bhari barsato me
hum aahen naa bharne paaye the
fariyaad naa karne paaye the
takti thi in aankho aankho se sikwa naa juba per laaye the
dekha jo jara sa hans ke hame
dekha jo jara sa hans ke hame fir aa gaye unki baaton me
wo apna bana ke chod gaye sawan ki andeheri raaton me
dil pyaar ke haatho dub gaya aanshu ki bhari barsato me
wo apna bana ke chod gaye sawan ki andeheri raaton me
dil pyaar ke haatho dub gaya aanshu ki bhari barsato me
chahat ne hame badnaam kiya majbour kiya barbad kiya

ik huk se uthi sine se jab dil ne kisi ko yaad kiya
aankho se aanshu behne lage
aankho se aanshu behne lage
kya taare tute raato me