Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
We Love Sunday, Its Our Holiday
|
Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | ||||
Anjaan Rahein (1974) | Indeevar | Masti Bhare Geet | |||||
monday tusday wednesday no thursday friday saturday no
we love sunday its our holiday we love sunday its our holiday
hume pasand hai ek hi var kehte hai jisko ravivar
har dil pe jo laye bahar isiliye kehte hai
we love sunday its our holiday we love sunday its our holiday
bana hai kaise ye sansar humko kya
radio kiski khoj hai yaar humko kya
kisne banayi motar car humko kya
hume aam khane se matlb ped hame kya ginna
ped hame kya ginna har din ko itvar banade
apni ek tamnna apni ek tamnna eid diwali eid diwali roj mane
lehraye khushi ke jhande we love sunday its our holiday
we love sunday its our holiday
duniya chapti ho ya gol humko kya
dharti pe suraj ka control humko kya
chand ki jo khul gayi hai pol humko kya
hindi english ganit or sanskrit kis ki kare taiyari
kis ki kare taiyari kitni jubane yaad karegi ek juban bechari
ek juban bechari bhashao ke chakkar me
bhashao ke chakkar me pad gaye hath paav thande
we love sunday its our holiday we love sunday its our holiday
ki sikandar ne chadayi hamko kya goras ne ki jo ladai hamko kya
khub ladi jo lakshmi bai hamko kya
roz padaye hamko ladai jo itihas ke andar
jo itihas ke andar wo teacher kehte hai shanti rakho class ke andar
shanti rakho class ke andar apni samjh ke bahar hai
apni samjh ke bahar hai talim ke ye hathkande