Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wah Re Dildaar Banke Tumpe Mai Kurbaan
|
Asha Bhosle | Iqbal Qureshi | ||||
Yeh Dil Kisko Doon (1963) | Qamar Jalalabadi | Dance Songs | |||||
wah re dildar banke tumpe mai kurban sabu

la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu

tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu

jis din dil kam aaya rangin paigam aaya
har sukh khumar chhaya mehfil me zam aaya
unko bhi nind aayi kaisa mukam aaya
jinki thi yaad aayi unka salam aaya chuma
wah re dildar banke tumpe mai kurban sabu
uche dildar banke tumpe mai kurban sabu
la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu
la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu
tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu
tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu
khawabo ka yaar aaya mera sehtar aaya
aankho ka chain aaya dil ko karar aaya
mere jaha ka wo parvar dhikar aaya
jab wo karib aaya apne se pyar aaya
wah re dildar banke tumpe mai kurban sabu
uche dildar banke tumpe mai kurban sabu
la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu
la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu
tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu
tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu
gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki
gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki
mai gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki
itna to bata de mujhko tu mera kya lage re
tu mera kya lage re tu mera kya lage re
gori ke chhote se dil me lakho arma jage re
abhi se ye hal hai tumhara phir kya hoga aage re
gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki
mai gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki
gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki
man me kyu ye dard hai mitha
kyu naina sharmaye re kyu naina sharmaye re
kyu naina sharmaye re
milte hi koi begana kyu apna ban jaye re
naina bich bhatak gayi gori koi rah dikhaye