Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Vo To Jate Jate Humse Khafa Ho Gaye
|
Mukesh Chand Mathur | Chitragupt | Mala Sinha, Shekhar | |||
Aankh Michouli (1963) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
wo to jate jate humse khafa ho gaye
hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye
wo to jate jate humse khafa ho gaye
hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye
yuhi raho me unki baho ko jab ham lage thamne
lahraye re bal khaye se wo ruke mere samne
yuhi raho me unki baho ko jab ham lage thamne
lahraye re bal khaye se wo ruke mere samne
fir bhi rukte rukte wo to hawa ho gaye
hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye
wo to jate jate humse khafa ho gaye
hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye
aanho aankho me bato bato me maine chedi jo ragni
ye na puchiye kaise ruthi hai gore mukhde ki chandani
aanho aankho me bato bato me maine chedi jo ragni
ye na puchiye kaise ruthi hai gore mukhde ki chandani
gesu bikhre bikhre kali ghata ho gaye
hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye
wo to jate jate humse khafa ho gaye
hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye
kaisa hasna ji kaisa milna ki nahi pucha mizaz bhi
dil bhi hai wohi ham bhi hai wohi jinke liye aaj bhi
kaisa hasna ji kaisa milna ki nahi pucha mizaz bhi
dil bhi hai wohi ham bhi hai wohi jinke liye aaj bhi
wohi milte milte hamse juda ho gaye
hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye
wo to jate jate humse khafa ho gaye
hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye