Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Vo Chale Jhatak Ke Daaman Meri Aarazu Mitaa Ke
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Jamuna, Rajendra Kumar | |||
Hamrahi (1963) | Hasrat Jaipuri | Masti Bhare Geet, Dance Songs | |||||
vo chale han vo chale
vo chale jhatak ke daman
meri arazu mita ke mita ke
vo chale han vo chale
vo chale jhatak ke daman
meri arazu mita ke mita ke
mera dil vo le gae hai mujhe
rah me bitha ke bitha ke vo chale
koi unse itna kah de
mai unhi ka ho chuka hun
mai unhi ka ho chuka hun
koi unse iana kah de
mai unhi ka ho chuka hun
mai unhi ka ho chuka hun
unhe kya milega akhir mujhe
is tarah jala ke jala ke
vo chale han vo chale
vo chale jhatak ke daman
meri arazu mita ke mita ke
mera dil vo le gae hai mujhe
rah me bitha ke bitha ke vo chale
na bujhegi badlo se na bujhegi ansuo se
na bujhegi ansuo se na bujhegi badlo se
na bujhegi ansuo se na bujhegi ansuo se
mere dil ki dhadkano me gae
aag jo laga ke laga ke vo chale han vo chale
ye qadam bahak rahe hai
mujhe do koi sahara mujhe do koi sahara
ye qadam bahak rahe hai
mujhe do koi sahara mujhe do koi sahara
vo nazar-nazar se mujhko
gae jane kya pila ke pila ke
vo chale han vo chale
vo chale jhatak ke daman
meri arazu mita ke mita ke
mera dil vo le gae hai mujhe
rah me bitha ke bitha ke vo chale