Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Uth Soye Huye Husn Tujhe
|
Zohrabai Ambalewali | Pandit Amarnath | ||||
Ragni (1945) | Melaram Wafa,, Zahir Kashmiri,, Nazim Panipati | ||||||
uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye
dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye
main hu aur tu hai ek aalam me hun hai
main hu aur tu hai ek aalam me hun hai
fir wakt ye takdir dikhaye na dikhaye
uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye
dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye
masum jawani hai aur nind ke saye aur nind ke saye

kab tak koi pahlu me kayamat ko chhupaye
uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye
dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye
uth jag idhar aa bedard jara sa
uth jag idhar aa bedard jara sa
wo dard jo din rat teri yad dilaye