The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Us Me Kya Hai Jo
0
Alisha Chinai Bappi Lahiri
Sheela (1987) Anjaan
Lyrics of Us Me Kya Hai Jo - उसमे क्या है जो

usme kya hai jo mujhme nahi hai
meri jawani me kaha kya kami hai
kaho kya kami hai, kaho kya kami hai
bolo kya kami hai, aisi kya kami hai
usme kya hai jo mujhme nahi hai
meri jawani me kaha kya kami hai
kaho kya kami hai, kaho kya kami hai
bolo kya kami hai, aisi kya kami hai

chehre pe mere hai noor aisa, thahre na mujhpe najare kisi ki
dekhe mujhe jo jhume farisate, aadmi ki aaukat kya
chehre pe mere hai noor aisa, thahre na mujhpe najare kisi ki
dekhe mujhe jo jhume farisate, aadmi ki aaukat kya
bolo na kya kami hai
kaho kya kami hai, kaho kya kami hai
bolo kya kami hai, aisi kya kami hai
usme kya hai jo mujhme nahi hai
meri jawani me kaha kya kami hai
kaho kya kami hai, kaho kya kami hai
bolo kya kami hai, aisi kya kami hai

ango me narmi angur jaisi, aanko se meri chalke gulabi
mera tarasha gora badan ye, aaina hai hasin pyar ka
ango me narmi angur jaisi, aanko se meri chalke gulabi
mera tarasha gora badan ye, aaina hai hasin pyar ka
hai na kya kami hai
kaho kya kami hai, kaho kya kami hai
bolo kya kami hai, aisi kya kami hai
usme kya hai jo mujhme nahi hai
meri jawani me kaha kya kami hai
kaho kya kami hai, kaho kya kami hai
bolo kya kami hai, aisi kya kami hai