Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Us Dil Ki Qismat Kya Kahiye
|
Lata Mangeshkar | Shyam Sundar | Nargis, Karan Dewan | |||
Lahore (1949) | Rajinder Krishan | Sad Songs | |||||
us dil ki kismat kya kahiye
us dil ki kismat kya kahiye
jis dil ka sahara koi nahi
bedard zamane kya teri
bedard zamane kya teri
mehfil me hamara koi nahi
bedard zamane kya teri
mehfil me hamara koi nahi
bedard zamane
is gam ki raat ke anchal me
vaise to hazaro tare hai
vaise to hazaro tare hai
vaise to hazaro tare hai
ban jaye jo aas musafir ki
ban jaye jo aas musafir ki
aisa hi sitara koi nahi
bedard zamane kya teri
mehfil me hamara koi nahi
bedard zamane
ulfat ke chaman me aye nadan
kyo dhundh raha hai kaliyo ko
yaha gam ke kante ugte hai
yaha gam ke kante ugte hai