The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Uparwale Ne Jaldi Me
0
Mohammed Rafi Kalyanji Veerji Shah
Ghar Ghar Ki Baat (1959) Gulshan Bawra
Lyrics of Uparwale Ne Jaldi Me - ऊपरवाले ने जल्दी में

upar wale ne jaldi me likhi meri takdir
bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir
upar wale ne jaldi me likhi meri takdir
bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir
haye re haye bad mera luck
bada hai said mera luck
haye re haye bad mera luck
bada hai said mera luck
upar wale ne jaldi me likhi meri takdir
bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir

damdi mal kai ladki ho
ya dolat ram ki sali
damdi mal kai ladki ho
ya dolat ram ki sali
apne ghar me bhej de malik
koi chudiyo wali
apne ghar me bhej de malik
koi chudiyo wali
hoye gore gore hatho se jo mujh khilaye khir
bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir
upar wale ne jaldi me likhi meri takdir
bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir

are daya kare koi ladki wala rahu na kahi kawara
ek pahiye ki gadi par firu kab tak mara mara
ek pahiye ki gadi par firu kab tak mara mara
dil ka friam hai khali koi ban jaye tasveer
bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir
haye re haye bad mera luck
bada hai said mera luck
upar wale ne jaldi me likhi meri takdir
bhul gaya mere hath me dena joru ki lakir