Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Unse Kah Do Kankhayio Se Na Dekhe
|
Asha Bhosle, Kamal Barot | Sardar Malik | ||||
Maharani Padmini (1964) | D N Madhok | ||||||
unse kahdo kanakhiyo se na dekhe hamko
unse kahdo kanakhiyo se na dekhe hamko
puch lo yu koi dekhe hai to kya hota hai
puch lo yu koi dekhe hai to kya hota hai
dekhe hai to kya hota hai
wahi hota hai jo manzure khuda hota hai
yu najar fer ke anjan bane baithe hai
yu najar fer ke anjan bane baithe hai
jaise hum gair yu hamse tane baithe hai
muh pe kuch dil me kuch or to kya hota hai
or to kya hota hai
wahi hota hai jo manzure khuda hota hai
unse kah do yu kanakhiyo se na dekhe hamko
puch lo yu koi dekhe hai to kya hota hai
dekhe hai to kya hota hai
wahi hota hai jo manzure khuda hota hai
rok lo ruk sake roke se jo dhadkan dil ki
rok lo ruk sake roke se jo dhadkan dil ki
jaane na dekhiye aji koi dile bismil ki
is tarah aahe bhare koi to kya hota hai
koi to kya hota hai
wahi hota hai jo manzure khuda hota hai
unse keh do yu kanakhiyo se na dekho hamko
puch lo yu koi dekhe hai to kya hota hai
dekhe hai to kya hota hai
wahi hota hai jo manzurekhuda hota hai
wahi hota hai jo manzurekhuda hota hai
wahi hota hai jo manzurekhuda hota hai