Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Unko Rupaye Me Solah Aane
|
Asha Bhosle, G. M. Durrani | Khayyam | ||||
Pyar Ki Baatein (1951) | Khawar Zaman | Masti Bhare Geet | |||||
unko rupaye me solah aane humse nafart hai
humko rupaye me do rupaye tumse mohabbat hai
lekin phir bhi wo humse mohabbt karte hai
kabhi ek aana kabhi do aane ji kabhi ek aana kabhi do aane
wo humse mohabbat karte hai kabhi ek aana kabhi do aane
kabhi ek aana kabhi do aane kabhi ek aana kabhi do aane ji
kabhi ek aana kabhi do aane
o aa meri pyar ki basti me musafir bankar
tere nakhro ko uthaungi mai sach bankar
yu na kar meri tamnnao ki aisi taisi
aisi taisi aisi taisi aisi taisi ha aisi taisi
yu na kar meri tamnao ki aist taisi
kat dalungi kat dalungi teri nak mai khanjar bankar

humne to jano jigar tere liye har diya
humne to jano jigar tere liye har diya
tumne do aankho ki banduk se kyu mar diya
tumne do aankho ki banduk se kyu mar diya
lekin phir bhi wo humse mohabbt karte hai
kabhi ek aana kabhi do aane ji kabhi ek aana kabhi do aane
wo humse mohabbat karte hai kabhi ek aana kabhi do aane
kabhi ek aana kabhi do aane kabhi ek aana kabhi do aane ji
kabhi ek aana kabhi do aane
ek tum ho hume har ghadi bejar karte ho bejar karte ho
ek hum hai ek hum hai solha aane pyar
karte hai tumhe pyar karte hai tumhe