Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Unhen Kho Kar Unhi Ki Aarju Hai
|
Lata Mangeshkar | Anil Biswas | ||||
Arzoo (1950) | Majrooh Sultanpuri | Sad Songs | |||||
unhe kho kar unhi ki aarazu hai
kis liye dil ko
hai kaun aisaa jo ab aasaan kar de
meri mushkil ko
unhe ham jo dil se bhulaane lage
unhe ham jo dil se bhulaane lage
wo kuchh aur bhi yaad aane lage
wo kuchh aur bhi yaad aane lage
na puchho na puchho
hame kyaa huaa
na puchho na puchho
hame kyaa huaa
lagi thes aansu bahaane lage
lagi thes aansu bahaane lage
wo kuchh aur bhi
jiye haay mar mar ke
ham is tarah
jiye haay mar mar ke
ham is tarah
chale na aur dagamagaane lage
chale na aur dagamagaane lage
wo kuchh aur bhi
zamaanaa huaa jinko
bite wo din
zamaanaa huaa jinko
bite wo din
ghataa ban ke aankho me
chhaane lage
ghataa ban ke aankho me
chhaane lage
wo kuchh aur bhi yaad aane lage
wo kuchh aur bhi yaad aane lage