Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Unchi Nichi Rahe Ye Pyar Ke Raste Tedhe
|
Lata Mangeshkar, Geeta Dutt | Madan Mohan | Chitra, Shyama | |||
Baap Bete (1959) | Rajinder Krishan | Dance Songs | |||||
chali chatak chatak gori matak matak
are tapak tapak tapka
unchi nichi raahe ye pyar ke raste tedhe dhola

mai kaise aau ye jalim dunia chhede dhola

unchi nichi raahe
ke janghat taane mujhe dete hai duniya wale dhola

ke main to phir bhi dil karungi tere hawaale dhola
ke main to phir bhi dil karungi tere hawaale dhola
unchi nichi raahe ye pyar ke raste tedhe dhola
unchi nichi raahe
ke jab se baandha tere daman se ye palla dhola

ke pad gaya pichhe tab se ye sara mohalla dhola
ke pad gaya pichhe tab se ye sara mohalla dhola
unchi nichi raahe ye pyar ke raste tedhe dhola
unchi nichi raahe
ye jahri dunia chahe jaan se kyu na maare dhola

ke mar ke bhi to dil tera hi naam pukare dhola
ke mar ke bhi to dil tera hi naam pukare dhola
unchi nichi raahe ye pyar ke raste tedhe dhola
unchi nichi raahe
ke haske bandhi maine pyar ki tujhse dori dhola

na koi daaka daala na ki hai chori dhola