Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ummid Unase Kyaa Thi Aur Kar Wo Kyaa Rahe Hain
|
Parul Ghosh | Pannalal Ghosh | Mumtaz Shanti, Baby Mumtaz (Madhubala), Suresh, Mumtaz Ali, Pramila, Ulhas | |||
Basant (1942) | Pyarelal Santoshi | ||||||
ummid unase kya thi aur kar wo kya rahe hai
ummid unase kya thi aur kar wo kya rahe hai
khud hi bana rahe the khud hi mita rahe hai
khud hi bana rahe the khud hi mita rahe hai
ummid unase kya thi
aaye the ishq ban ke
aaye the ishq ban ke ab rashk ban gaye wo
khud hi hansa rahe the
khud hi hansa rahe the khud hi rula rahe hai
khud hi hansa rahe the khud hi rula rahe hai
ummid unase kya thi
ye bekasi ka aalam ye bebasi ki duniya
dil jal raha hai phir bhi
dil jal raha hai phir bhi ham muskura rahe hai
dil jal raha hai phir bhi ham muskura rahe hai
ummid unase kya thi
kisaki sada ye aayi kisne mujhe pukaara
koyi mujhe bata de
koyi mujhe bata de kya wo bula rahe hai
koyi mujhe bata de kya wo bula rahe hai
koyi mujhe bata de kya wo bula rahe hai