Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Umar To Pyaar Karne Ki Aayi
|
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Rajesh Roshan | Vinod Mehra | |||
Zindagi (1976) | Anjaan | Romantic Songs | |||||
umar to pyar karne ki aayi
umar to pyar karne ki aayi
are are baba re baba tu pyar karna na
he mujhse aankhe
he mujhse aankhe mila main bata du
he mujhse aankhe mila main bata du
are tauba re tauba re
dil kaise hatho se jaaye
umar to pyar karne ki aayi re
ho tu pyar karna na
pyar karne ka mausam jo aaye
dil deewana machalta hi jaaye
he dard sanso mein ho halka halka
pyar dil mein utarta hi jaaye
aaja re aaja re baho mein gori
pyar kare chori chori
baharo ka mausam beet na jaaye
are ja he aaja
ke rut baharo ki ho aake chhaye
are tauba re tauba re sharmana tera na jaaye
har laher pe likhi yeh kahani
sun le tu har kali ki jubani
saath apna to hai char din ka
yeh kahani hai sadiyon purani
are aate aate saukh jawani
kaise kaha kab aaye koi bhi raaz yeh jaan na paye
main janu kya jaane
ke pyar ki aisi tasveer hai tu
ke pyar ki aisi tasveer hai tu
are tauba re tauba re jo pyar karna shikhaye
umar to pyar karne ki aayi
umar to pyar karne ki aayi
are are baba re baba tu pyar.