Lyrics of Uljhano Ki Daasta Meri Ja - उलझनों की दास्ताँ मेरी जां
zara sa mujhe chhuna to ye kahin khwaab na ho
agar ye khwaab hai to mujhe na jagana
umarbhar jiwanbhar
chain se hum dekhe khwaab
aisi hawayein kahan
fir se na karo shuru wahi
uljhano ki daasta meri ja
mere dil ki kitaab ka
pehla aakhiri tum ho safa
jis pe likha hai naam tera har saans se
mere har rom se
mere dil ki kitaab ka
pehla aakhiri tum ho safa
jis pe likha hai naam tera har saans se
mere har rom se
kitaabo ki sacchai padhe
aisi fijaayein kahan
fir se na karo shuru wahi
uljhano ki daasta meri ja
bundi nili bhigi ghata
aa meri payal ban ja
bunde baandh ke chham chham nachu aa piya
mere piya
bundi nili bhigi ghata
aa meri payal ban ja
bunde baandh ke chham chham nachu aa piya
mere piya
umange sab mar jaaye, aisi khijaaye yaha
fir se na karo shuru wahi
uljhano ki daasta meri ja
aise mera ji machale, kaandho se jaise par nikle
thamo mujhe ud jaaungi main, dhundhoge
kahan kahan