Lyrics of Uga Suraj Prabhat Ka Meeta - उगा सूरज प्रभात का मीठा
ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki
ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki
jai jai rajsthan ,jai bharat ki shan
likhi kahani kan kan par jis dharti ke balidan ki
ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki
jai jai rajsthan ,jai bharat ki shan
yahi desh jahan chala krte the nar angaron par
o nar angaron par
o yahi desh vo jahan jhumte baanke veer kataron pr
har uljhan ka huaa faisla talvaaron ki bharon par
talvaaron ki bharon par
jisne aadhikar ko moda jisne adhikar ko moda
gatiron ki tufaan ki
ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki
jalbeele rajsthan ki josheele rajsthan ki
o.. is dharti ka
is dharti ka ek ladla amarsingh rathour tha
amarsingh rathour tha jeerathour tha jeerathour tha
matrabhumi ke manbhare mathe ka banka mod tha
mathe ka banka mod tha jeerathour tha jeerathour tha
chahe umar mai chhota tha par himaat mai bejod tha
himaat mai bejod tha
aan dan ki aan baan ka man mai bada maror tha
man mai bada maror tha
suno baarta aaj usi suno baarta aaj usi
ran banke balidan ki
ham tumhe sunate katha aaj bharat ke rajsthan ki
jalbeele rajsthan ki josheele rajsthan ki
jai jai rajsthan ki jai bharat ke shan ki
jai jai rajsthan ki jai bharat ke shan ki