Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tute Huye Khabo Ke Liye Aankh Yeh Tar Kyun
|
Mehdi Hassan | Niaz Ahmed | ||||
Kehna Usey (Mehdi Hassan) (0) | Farhat Shahzad | ||||||
tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun

socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun

jo taaj sajaye hue phirta ho anokha
jo taaj sajaye hue phirta ho anokha
halaat ke kadmo pe jhukega wahi sar kyun
tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun
socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun
tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun
silte hain to sil jaye kise fikr labo ki

kushrang andhero ko kahunga mai sahar kyun
tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun
socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun
tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun
socha kiya mai hijr ki dahlij pe baitha
socha kiya mai hijr ki dahlij pe baitha
sadiyo me utar jata hai lamho kaa khafar kyun
tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun
socho to sahi sham hai anjam-e-sahar kyun
tute hue khabo ke liye aankh ye tar kyun
harjayi hai shahjaad ye tasle ya pajana
harjayi hai shahjaad ye tasle ya pajana
socha bhi kabhi tumne hua aisa magar kyun