Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tune Muskura Ke Dekha
|
Krishna Kalle, Mohammed Rafi | S N Tripathi | ||||
Shankar Khan (1968) | B D Mishra | ||||||
he gore gore mukhde pe
matwari ankhiya hai
ankhiyo me kajre ki dhar
ghunghta jo kholu mai
to chubh chubh jaye sabke
jiyra me jaise katar
haye chhutti ho gayi
tune muskura ke dekha
meri chhutti ho gayi
tune muskura ke dekha
meri chhutti ho gayi
meri chhutti ho gayi
ke meri chhutti ho gayi
jane kis ada
jane kis ada se dekha
meri chhutti ho gayi
mai bechara bhola bhala
tune dil pe daka dala
kab ka badla ye nikala
tune khud hi ki ditaai
pakad kar meri kalai
mujhse ankhiya kyu milai
maine jab najar ladai
meri chhutti ho gayi
maine jab najar ladai
meri chhutti ho gayi
tune muskura ke dekha
meri chhutti ho gayi
ari o kali julfo wali
teri har ada nirali
teri ankhiya mad ki pyaali
mai to jab laza ke hasti
hogi halki ek masti
meri naino se chhalakti
aisi aankho se pilai
meri chhutti ho gayi
aisi aankho se pilai
meri chhutti ho gayi
tune muskura ke dekha
meri chhutti ho gayi
bat ban gai hamari
mai to ho gayi tumhari
ab jalegi dunia sari
jab hai miya biwi raji
to phir kya karega kazi
humne jeet li hai bazi
apni ho gayi sagai
sabki chhutti ho gayi
apni ho gayi sagai
sabki chhutti ho gayi
jane kis ada se dekha
sabki chhutti ho gayi