Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tumse Nazar Mili Dil Ko Khabar Mili
|
Geeta Dutt | Madan Mohan | ||||
Jagir (1959) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
tumse nazer mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya
tumse nazer mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya
tir idhar chale tir udher chele turu fasana ho gaya
tum jo nigahe jhukaye mere pas aaye to mai sharmayi
tum jo nigahe jhukaye mere pas aaye to mai sharmayi
naino se naina milaye jara muskuraye to mai ghabrayi
tune ghunghat khola dil tha bada bhola hans ke nishana ho gaya
tum se nazer mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya
chhedo na tum mujhe aake mohabbat jata ke ji mai baaz aayi
chhedo na tum mujhe aake mohabbat jata ke ji mai baaz aayi
aankho se aankhe lada ke nazer me sama ke ji mai pachtayi
aise na ghur mujhe marugi dekh tujhe ye to fasana ho gaya
tumse nazer mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya
bharte ho tum kyu aahe tumhe hum chhahe ji chori chori
bharte ho tum kyu aahe tumhe hum chhahe ji chori chori
bolo to hans ke dale ye gale me bahe ye gori gori
tumko bhulaye dil pehlu me haye dil humse begana ho gaya
tumse nazar mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya