Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tumse Kuch Kahna Hai, Agar Tum Kuch Kahne Do
|
Mukesh Chand Mathur, Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Guest House (1959) | Prem Dhawan | ||||||
tumse kuchh kahna hai
agar tum kuchh kahane do
aji bole bina ham jane
rahane do ji rahane do
inn aankho me rahana hai
aagar pyar se rahane do
pahale dil ko najaroge
kuchh tir toh sahane do
hans hansake sah lenge
bade shokh se tir chalao
hans hansake sah lenge
bade shokh se tir chalao
ye fasana hai purana
koyi bat nayi farmao
chalo juth sahi per bat meri
ek bar bhi toh sun lo
tumse kuchh kahna hai
agar tum kuchh kahane do
aji bole bina ham jane
rahane do ji rahane do
dil dole kuchh bole
bhala kaun ye samaje ishare
dil dole kuchh bole
bhala kaun ye samaje ishare
ho ishara jo tumhara
toh mai tod ke la du sitaare
aji tumpe yakin kuchh hamko nahi
jara honsh ki bat karo
tumse kuchh kahna hai
agar tum kuchh kahane do
aji bole bina ham jane
rahane do ji rahane do
kuchh dinse mere dil me
koyi ban ke khayal aata hai
kuchh dinse mere dil me
koyi ban ke khayal aata hai
baton se bahlana, tum ko ye kamal aata hai
sach kahate hai ham chalo khao kasam
chahe apni kasam le lo
tumse kuchh kahna hai
agar tum kuchh kahane do
aji bole bina ham jane
rahane do ji rahane do