Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tumse Bichhadke Chain Kaha Ham Payenge
|
Lata Mangeshkar | Madan Mohan | ||||
Maharaja (1970) | Kaifi Azmi | ||||||
tumse bichhadke chain kaha ham payenge
hoge jahan tum ham bhi vahi aa jayenge
puchho kyun han han han han puchho kyun ham yeh kahenge
ke tum ho hamari manjil ke tum ho hamari manjil
tumse bichhadke chain kahan ham payenge
honge jahan tum hum bhi wahan aa jaayenge
dil humen laaya jahan hum aa gaye
dil humen laya jahan hum aa gaye
kitna dilkash hai ye ruhon ka safar
kitna dilkash hai ye ruhon ka safar
paao kanton par hai phulo par najar
darr hai kya divar kya jit kya hai har kya
ruk sakega pyar kya
phul toh kya hai kanto ko ham mahekayenge
mahekayenge mahekayenge
tumse bichhadke chain kahan ham payenge
nam honton par tumhara dil me pyar
nam honton par tumhara dil me pyar
bas yehi saj dhaj yahin apna singar
jindagi tumse hasin tum kahi aur ham kahi
dil khilona toh nahi
tum hi bata do kaise isse behlayenge behlayenge behlayenge
tumse bichhadke chain kahan ham payenge
hoge jahan tum ham bhi vahi aa jayenge
puchho kyun han han han han
puchho kyun ham yeh kahenge ke tum ho hamari manjil
tumse bichhadke chain kahan ham payenge