Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tumne Kisi Ki Jaan Ko Jate Hue
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Shammi Kapoor | |||
Rajkumar (1964) | Hasrat Jaipuri | ||||||
tumne kisi ki jaan ko jate huye dekha hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai

kya jane kis kasur ki di hai mujhe saza
kya jane kis kasur ki di hai mujhe saza
diwana kar rahi hai tauba sitam ada
zulfo me muh chhupakar
zulfo me muh chhupakar mujhko lubha rahi hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
tumne kisi ki jaan ko jate huye dekha hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
ghabra rahi hai khud bhi bechain ho rahi hai

apne hi khune dil me daman dubo rahi hai
bejaan rah gaye hum
bejaan rah gaye hum wo muskura rahi hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
tumne kisi ki jaan ko jate huye dekha hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
masti bhari khatao ab jake rok lo tum
masti bhari khatao ab jake rok lo tum
tumko meri kasam hai samjha ke rok lo tum
uski judai dil par
uski judai dil par nastar chala rahi hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
tumne kisi ki jaan ko jate huye dekha hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
wo dekho mujhse ruthkar meri jaan ja rahi hai
meri jaan ja rahi hai haye meri jaan ja rahi hai