Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tumhi Karo Uddhar Gange
|
Hemant Kumar | Ravi | ||||
Prabhu Ki Maya (1955) | Saraswati Kumar Deepak | Prayer | |||||
he sabke kalyan mayi he gange jag ki mata
tere punye prago me janme tribhuvan sheesh jhukata
bhagirath ne jigar bhakti se apna shankh bajaya
usi panth ko patit pawni maa tumne apnaya
haridwar kashi prayag ko tumne tirth banaya
aaj humare jiwan par maa dukh ka badal chaya
gange gange tumhi karo udhhar
tumhi karo uddhar gange tumhi karo uddhar
tumhi karo uddhar gange tumhi karo uddhar
bheekh daya ki dede maiya tere hath hajar
gange tumhi karo udhhar
tumhi karo uddhar gange tumhi karo uddhar
hari charno ko choda tumne dharti ka dukh tala
bhrama ji ka saja kamandal shiv ne bhaar sambhala
sath hazar ki sagar ke bete ki harli jag jwala
tere pawan ganga jal ne jag nirmal kar dala
dwaar tumhare aaya maiya chhod jagat ke dwaar
gange tumhi karo udhhar
tumhi karo uddhar gange tumhi karo uddhar
bheekh daya ki dede maiya tere hath hajar
gange tumhi karo udhhar
tumhi karo uddhar gange tumhi karo uddhar
aao gange punye tarange mera sath nibhao
mukt dham ko ganga maiya mujhko rah dikhao
ya to darshan dekar mata dukh ki ghata hatao
ya lehro ke hath badhaakar
is tan ko le jao aao aao aao gange