Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tumhe Sitaro Ne Beakhtiyar Dekha Hai
|
G. M. Durrani | Husnlal Bhagatram | ||||
Romeo And Juliet (1947) | Akhtar Sheerani | ||||||
tumhe sitaro ne beaikhtiyar dekha hai
tumhe sitaro ne beaikhtiyar dekha hai
shadid chand ne me bhi bar bar dekha hai
shadid chand ne me bhi bar bar dekha hai
tumhe sitaro ne beaikhtiyar dekha hai
kabhi jo baithi ho gesu sawarne ke liye
kabhi jo baithi ho gesu sawarne ke liye
to aayine ne tumhe ham sa naar dekha hai
sunahre pani me chandi se paw latkaye
sunahre pani me chandi se paw latkaye
safak ne tumko sare jue bar dekha hai
kabhi gayi ho chaman me shaukh phulo ne
kabhi gayi ho chaman me shaukh phulo ne
nigahe shaukh se mastana war dekha hai
nigahe shaukh se mastana war dekha hai
? kudrat ne har taraf tumko
hazar bar nahi lakh bar dekha hai
magar meri nigah shaukh ko shikayat hai
magar meri nigahe shaukh ko shikayat hai
ke usne tumko fakat ek bar dekha hai
ke usne tumko fakat ek bar dekha hai
tumhe sitaro ne beaikhtiyar dekha hai