Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tumhari Nazaro Me Ham Ne Dekha
|
Kumar Sanu, Asha Bhosle | Nadeem Shravan | Pratibha Sinha | |||
Kal Ki Awaz (1992) | Sameer | ||||||
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
tumhare hontho ki surkhiyo se
tumhare hontho ki surkhiyo se
vafa ki shabnam chhalak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
hamari saanso ko chhu ke dekho
hamari saanso ko chhu ke dekho
tumhari khushbu mahak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
kasam khuda ki yaqin kar lo
kasam khuda ki yaqin kar lo
kahi bhi na hoga husn aisa
na dekho aise jhuka ke palke
na dekho aise jhuka ke palke
hamari niyat bahak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
tumhari ulfat me jaanejana
tumhari ulfat me jaanejana
hame mili thi jo ek dhadkan
hamare sine me aaj tak vo
hamare sine me aaj tak vo
tumhari dhadkan dhadak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
tumhare hontho ki surkhiyo se
tumhare hontho ki surkhiyo se
vafa ki shabnam chhalak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
hamare khwabo ke anjuman mein
hamare khwabo ke anjuman mein
jo yaad hamko mili thi tumse
wo yaad shamma ke jaisi ab tak
wo yaad shamma ke jaisi ab tak
hamare dil mein dahak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai
tumhari najro me hamne dekha
ajab si chaahat jhalak rahi hai