Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tumase Lagan Lagee Hay Aisee Agan Jagee
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Roshan | ||||
Madhu (1959) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
tumse lagan lagi hay aisi agan jagi
yeh dil hua divana najar jhuki-jhuki jaye
tum jo dil me aaye aankho me meri chhaye
iss dil ki aarju ka chaman khila-khila jaye
jabse najar mili khoya mera jahan
tum ho pas mere mai hu jane kahan
jabse najar mili khoya mera jahan
tum ho pas mere mai hu jane kahan
dil ki lagan mere sajan jhume teri kasam
jab se dekha tujhe nache mere kadam
lahki pavan jhume hontho ko hansi chume
yeh dil hua divana najar jhuki-jhuki jaye
tum jo dil me aaye aankho me meri chhaye
iss dil ki aarju ka chaman khila-khila jaye
tumse meri vafa kahti hai yeh piya
dil se mere kabhi tum na hona juda
tumse meri vafa kahti hai yeh piya
dil se mere kabhi tum na hona juda
dil hai sanam tere liye tu hai jaan-e-vafa
dil se pyar tera hoga ab na hoga juda
jab se tujhe paya jine ka maja aaya
iss dil ki aarju ka chaman khila-khila jaye
tumse lagan lagi hay aisi agan jagi
yeh dil hua divana najar jhuki-jhuki jaye