Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Se Nahi Pehchaan Meri Lekin
|
Mohammed Rafi | Rajesh Roshan | Shabana Azmi, Vinod Khanna | |||
Ek Hi Raasta (1977) | Verma Malik | ||||||
tum se nahi pahchan meri lekin aise lagta hai
pahle bhi kisi yug me apna sath raha ho jaise
tum se nahi pahchan meri lekin aise lagta hai
pahle bhi kisi yug me apna sath raha ho jaise
tujhe dekh ke bhuli bisri tasvir ubhar aati hai
yad ki dhundhli si parchai dil me utar jati hai
dono ko na yad raha ho ho sakta hai aise
pahle bhi kisi yug me apna sath raha ho jaise
tujhse mera kya nata jab samjh nahi pata hu
dub ke mai gahraio me ye sochte rah jata hu
isi janam me tune koi wachan liye ho jaise
pahle bhi kisi yug me apna sath raha ho jaise
tumse nahi pahchan meri lekin aise lagta hai
pahle bhi kisi yug me apna sath raha ho jaise