Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Sang Preet Lagai
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | ||||
Aakhri Dao (1975) | Hasrat Jaipuri | ||||||
tum sang preet lagai
aur bandhi preet ki dor
tum sang preet lagai
aur bandhi preet ki dor
tum to aise bhaage sajanva
jaise bhage chor
kisi ke dil ko chura ke
kisi ka mol utha ke
kisi ke dil ko chura ke
kisi ka mol utha ke
tum sang preet lagai
aur bandhi preet ki dor
tum to aise bhaage sajanva
jaise bhage chor
kisi ke dil ko chura ke
kisi ka mol utha ke
kisi ke dil ko chura ke
kisi ka mol utha ke
tumse harjaai sajan
baag mein jaise bhaore
tumse harjaai sajan
baag mein jaise bhaore
more najuk najuk dil par
najuk najuk dil par
tum ne daale dore sajan
tum ne daale dore
savan rut mein jaise
chalte aankh chure ke mor
kisi ko rang dikha ke
kisi ko geet suna ke
kisi ko rang dikha ke
kisi ko geet suna ke
oo tum sang preet lagai
aur bandhi preet ki dor
tum to aise bhaage sajanva
jaise bhage chor
kisi ke dil ko chura ke
kisi ka mol utha ke
kisi ke dil ko chura ke
kisi ka mol utha ke
bin badal ki bijli hoon main
raam kasam tufaani
bin badal ki bijli hoon main
raam kasam tufaani
are machlu toh main aisi
aaha machlu toh main aisi
chuum nadiya ka paani baalam
chuum nadiya ka paani baalam
main toh apne pyaar ki pakki
tum hi bade kachche
kisi se pyaar jatake
kisi ko paas lake
kisi se pyaar jatake
kisi ko paas lake
oo tum sang preet lagai
aur bandhi preet ki dor
tum to aise bhaage sajanva
jaise bhage chor
kisi ke dil ko chura ke
kisi ka mol utha ke
kisi ke dil ko chura ke
kisi ka mol utha ke.