Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Pyare Ho Balam Mohe Praan Se
|
Asha Bhosle | Sapan Jagmohan | ||||
Rakhi Aur Rifle (1976) | Madan Bharti | Romantic Songs | |||||
tum pyare ho balam mohe pran se
tum pyare ho balam mohe pran se
maine manga hai tumhe bhagwan se
maine manga hai tumhe bhagwan se
tum pyare ho balam mohe pran se
tum pyare ho balam mohe pran se
maine manga hai tumhe bhagwan se
maine manga hai tumhe bhagwan se
rang me tere maine rang li chunariya
rang me tere maine rang li chunariya
tere hawale ye baali umariya
sapne adhure hue aaj pure
sapne adhure mere hue aaj pure
kyu na nachu gau mai guman se
jhum jhum ke kahungi mai jahan se
jhum jhum ke kahungi mai jahan se
maine manga hai tumhe bhagwan se
maine manga hai tumhe bhagwan se
chalungi aise mai jivan ki raho me
chalungi aise mai jivan ki raho me
jaise nadiya kinaro ki baho me
chahe jag ruthe sath na chhute
chahe jag ruthe ruthe sath na chhute
mit jaungi ab to tere naam pe
piya puchh lo zami aasman se
piya puchh lo zami aasman se
maine manga hai tumhe bhagwan se
maine manga hai tumhe bhagwan se
tum pyare ho balam mohe pran se
tum pyare ho balam mohe pran se
maine manga hai tumhe bhagwan se
maine manga hai tumhe bhagwan se